.

Pages

Powered by Blogger.

Tuesday, 11 February 2014

सॉरी फ्रेंड्स सो सूर्य गूगल अकाउंट डिलीट हो गया है

सॉरी फ्रेंड्स सो सूर्य  गूगल अकाउंट डिलीट हो गया है
 

Thursday, 26 December 2013

Mohabbat bewafa ke siwa kuch bhi



Mohabbat bewafa ke shiwa kuch bhi bhi nahi,
Duniya gum ke siwa kuch bhi nahi,
Unke pass hamare siwa sab kuch hai,
Parhamare pas unke siwa kuchh bhi nahi.

Woh to Apne Dard Ro-Ro Ke
Sunate Rahe,
Humari Tanhayion se Ankh churate rahe,
Aur Hume Bewafa Ka  Naam Mila,
Kyunki Hum Har Dard Muskura kar Chipate Rahe.

Wednesday, 25 December 2013

Happy New Year HD Wallpapers & Hindi SMS 2014


Kabhi hasati hai to kabhi rulati hai
ye zindgi bhi na jaane kitne rang dekhati hai
haste hai to bhi ankhon mein nami aa jaati hai
na jaane ye kaisi yaadein hai jo dil mein bas jaati hai
dua karte hai is naye saal k avsar per
mere doston k labon per sada muskaan rahe
kyoki unki her muskurahat hamin khushi de jaati hai.
Happy New Year in Advance. 2014 !

Best Love Hindi SMS



Hindi Sad SMS



Bhul Jao Bite Hue Kal Ko,
DiL Me Bsalo Aane Wale Kal Ko,
Muskurao Chahe Jo Bi Ho Pal,
Khushiya Lekr Ayega Aane Wala Kal,
Happy New year -2014





Monday, 23 December 2013

Pyar ke ujale me gum ka andhera kyu hai



Pyar ke ujale me gum ka andhera kyu hai,
Jisko hum chahe wahi rulata kyu hai,
Mere rubba agar wo mera nasib nahi to,
Aise logo se hume milata kyu hai…

E-mail Newsletter

Sign up now to receive breaking news and to hear what's new with us.

Recent Articles

© 2014 My Article. WP themonic converted by Bloggertheme9. Published By Gooyaabi Templates | Powered By Blogger
TOP