.

Pages

Powered by Blogger.

Tuesday, 11 February 2014

सॉरी फ्रेंड्स सो सूर्य गूगल अकाउंट डिलीट हो गया है

सॉरी फ्रेंड्स सो सूर्य  गूगल अकाउंट डिलीट हो गया है
 

Thursday, 26 December 2013

Mohabbat bewafa ke siwa kuch bhi



Mohabbat bewafa ke shiwa kuch bhi bhi nahi,
Duniya gum ke siwa kuch bhi nahi,
Unke pass hamare siwa sab kuch hai,
Parhamare pas unke siwa kuchh bhi nahi.

Woh to Apne Dard Ro-Ro Ke
Sunate Rahe,
Humari Tanhayion se Ankh churate rahe,
Aur Hume Bewafa Ka  Naam Mila,
Kyunki Hum Har Dard Muskura kar Chipate Rahe.

Wednesday, 25 December 2013

Happy New Year HD Wallpapers & Hindi SMS 2014


Kabhi hasati hai to kabhi rulati hai
ye zindgi bhi na jaane kitne rang dekhati hai
haste hai to bhi ankhon mein nami aa jaati hai
na jaane ye kaisi yaadein hai jo dil mein bas jaati hai
dua karte hai is naye saal k avsar per
mere doston k labon per sada muskaan rahe
kyoki unki her muskurahat hamin khushi de jaati hai.
Happy New Year in Advance. 2014 !

Best Love Hindi SMS



Hindi Sad SMS



Bhul Jao Bite Hue Kal Ko,
DiL Me Bsalo Aane Wale Kal Ko,
Muskurao Chahe Jo Bi Ho Pal,
Khushiya Lekr Ayega Aane Wala Kal,
Happy New year -2014





Monday, 23 December 2013

Pyar ke ujale me gum ka andhera kyu hai



Pyar ke ujale me gum ka andhera kyu hai,
Jisko hum chahe wahi rulata kyu hai,
Mere rubba agar wo mera nasib nahi to,
Aise logo se hume milata kyu hai…

Zindgi ka pahla pyar kaun bhulta hai



Zindgi ka pahla pyar kaun bhulta hai
Ye pahli bar hota hai jab koi kisi ko
Khud se badhkar chahta hai,
Uski pasnd uski khwahish me khud ko bhul jata hai,
Hota hai itna khubsurt pehla pyar to na jane
Kyu aksar adhura reh jata hai…

Sunday, 22 December 2013

Best Love SMS in Hindi

" Jise had se jyada prar karo wo pyar ki kadar nahi karte
pyar ka kadar unse jaano jinhe koi pyar nahi karta "

Aksar pyaar karne wale apni chahat ki taarif karte hai,
taki wah unse juda na ho paye,
humisliye khamosh rahte hai,
taki koi aur aap par fida no ho jaye...

" Kisne kaha humse aapki yaad nahi aati,
aapko na soche aisi koi rat nahi hoti
waqt badal jata hai aadte nahi jati,
aap khas ho ye bataye nahi jati "

Thursday, 13 June 2013

hindi lovee sms

                

Saasno se pyari , yaade hai tumari…
Dhadkan se pyari , baatein hai tumari…
Tumhe yakin na ho…
Is Zindagi se pyari, Dosti hai tumari

Thursday, 6 June 2013

Dua SMS for Friend




Ruthane Ka Hak Aap Rakhte Hain
Manane Ki Chahat Ham Rakhte Hain,
Aapke Hoton Pe Muskurahat Yoon Hi Bani Rahe
Yahi Dua Rab Se Hum Roz Karte Hai…

Love SMS in Hindi




Dil ki awaz ko izhar kehte hai,
Jhuki nigah ko ikarar kehte hai,
Sirf paane ka naam ishq nahi,
Kuch khone ko bhi pyaar kehte hain….

Good Morning SMS in Hindi




Subah hote hi jab duniya abaad hoti hai
Aankh khulte hi aapki yaad hoti hai
Khushiyon ke phool ho aapke aanchal mei
Ye mere honthon pe pehli fariyaad hoti hai…

E-mail Newsletter

Sign up now to receive breaking news and to hear what's new with us.

Recent Articles

© 2014 My Article. WP themonic converted by Bloggertheme9. Published By Gooyaabi Templates | Powered By Blogger
TOP